Skip to main content

Jaan to jaan hai na | jain song lyrics | jain | jaan to jaan hai na full song lyrics

Jaan to jaan hai na...


This song is composed by Rishabh Sambhav Jain (RSJ) and uploaded on YouTube channel Bhakti Bhavna after the bad news of death of pregnant elephant in the river. Jaan to jaan hai na... is a very emotional song towards the innocent animals that gonna kill without any reason.

Jaan to jaan hai na... love and care animals.

Here are the full lyrics of Jaan to jaan hai na given below -

Koi tujhko kaatega to,
Kaisa tujhko lagega...
Tujhko jalte angaaron pe,
Jab koi sekega...
Teri cheekhein sunane waala,
Jab koi na hogaa...
Tab tujhko un bejubanon,
Ka tajurba hoga...

Ke jaan to jaan hai na,
Tu insaan hai na...
Ke wo bezuban hai na,
Par tu insaan hai na...

Tu khudko udte panchhi ki,
Ik baar jagah pe rakh...
Daana paani ke khatir tu,
Yahan wahan to bhatak...
Galiyon ke wo kutte jo,
Aawaara tu kehta hai...
Wo tujhse behtar hai jo,
Apne mein hi rehta hai...

Ke jaan to jaan hai na,
Tu insaan hai na...
Ke wo bezuban hai na,
Par tu insaan hai na...

Garbhavati hathni ka tumne,
Jaise khoon kiya hai...
Saamne aao duniya ke gar,
Maa ka doodh piya hai...
Hum milkar un bezubaano,
Ki awaz banenge...
Uske haq ke nyay ko hum,
Sab dilake rahenge...

Ke jaan to jaan hai na,
Tu insaan hai na...
Ke wo bezuban hai na,
Par tu insaan hai na...

If you want to watch the original Jaan to jaan hai na... tu to insaan hai na song uploaded by Bhakti Bhavna then you can watch it by clicking below -


If you are in the search of Jaan to jaan hai na hindi lyrics then you can read it by clicking Here. It will redirect you to your desired page.

I hope this Article will be helpful for you.


Popular posts from this blog

Padmavati Chalisa | पद्मावती चालीसा

Padmavati Chalisa | Padmavati Chalisa Lyrics | पद्मावती चालीसा जैन Here we have provided full lyrics of Jain Chalisa - Padmavati Mata Chalisa, Padmavati Chalisa (पद्मावती चालीसा) in Hindi language to read and share. Here we upload all type of Jainism related content and information for Jain Community such as Aarti, Jain stavan, Jain Bhajan, Jain stuti, jain stavan lyrics, jain HD wallpapers and much more. If you are Interested to read 24 Jain Tirthankar Argh of each separate one then you can simply  Click Here   If you are interested to read Any of Jain Tirthankar Chalisa then you can simply  Click Here  then you will be redirect to all Jain Tirthankar Chalisa Page and then you can read any of them. Padmavati Chalisa | पद्मावती चालीसा Padmavati Chalisa ( पद्मावती चालीसा ) full lyrics in Hindi - ( पद्मावती माता चालीसा प्रारंभ ) दोहा - पार्श्वनाथ भगवान को मन मंदिर में ध्याय | लिखने का साहस करूं चालीसा सुखदाय ||!|| उन प्रभुवर श्री पार्श्व की, यक्षी मात महान | पद्मावति जी नाम है, सर्व गुणो

Kshetrapal Chalisa | क्षेत्रपाल चालीसा | Kshetrapal Bhairav Chalisa | Kshetrapal Chalisa Lyrics

Kshetrapal Chalisa | क्षेत्रपाल चालीसा | Kshetrapal Chalisa Lyrics | Kshetrapal Chalisa in Hindi   Here we have provided full lyrics of Shri Kshetrapal Bhairav Chalisa ( क्षेत्रपाल चालीसा ) in Hindi Language. Here we upload all type of Jainism related Content and Information such as Jain stavan, jain status, jain stuti, jain lyrics for Jain Community.  Kshetrapal Bhairav baba chalisa in hindi  Kshetrapal Baba chalisa( क्षेत्रपाल चालीसा ) lyrics in Hindi is as given below - ( श्री क्षेत्रपाल चालीसा प्रारंभ ) दोहा - क्षेत्रपाल महाराज को, मन मंदिर में ध्याय | लिखने का साहस करूं, चालीसा सुखदाय ||१|| विघ्नहरण मंगलकरण, क्षेत्रपाल महाराज | करूं भक्ति श्रद्धा सहित, पूर्ण करो सब काज ||२|| चौपाई - जैनधर्म प्राकृतिक कहाया,ग्रन्थ पुराण में है बतलाया ||१|| उसमें वर्णित कई वाक्य हैं,तीर्थंकर प्रभु वचन सार्थ हैं ||२|| हुए पूज्य आचार्य हमारे,उन वचनों को मन में धारें ||३|| पुनः प्राणि हित बतलाया है,जिसने उसको अपनाया है ||४|| वह समयग्दृष्टी कहलाया,ऊर्ध्वगती को उसने पाया ||५|| पूज्यपाद आचार्य एक हैं,क

Kshetrapal Bhairav Aarti | Kshetrapal Baba ki Aarti | Kshetrapal Aarti

Kshetrapal Bhairav Aarti | Kshetrapal Baba ki Aarti in Hindi | क्षेत्रपाल बाबा की आरती Here we have provided full Aarti of Shri Kshetrapal Bhairav Baba in Hindi Language for which you are looking for. Kshetrapal baba ki Aarti, Kshetrapal Bhairav Aarti, क्षेत्रपाल बाबा की आरती, Kshetrapal dada ni Aarti all of this search result is Here. क्षेत्रपाल बाबा की आरती, क्षेत्रपाल आरती Kshetrapal Baba ki Aarti in Hindi Lyrics is as given below - करूं आरती क्षेत्रपाल की, जिन पद सेवक रक्षपाल की । विजयवीर अरु मणिभद्र की, अपराजित भैरव आदि की ।। करूं आरती क्षेत्रपाल की, जिन पद सेवक रक्षपाल की। ।   शिखर मणिमय मुकुट विराजै, कर में आयुध त्रिशुल जुराजै। कूकर वाहन शोभा भारी, भूत – प्रेत दुष्टन भयकारी ।। करूं आरती क्षेत्रपाल की, जिन पद सेवक रक्षपाल की ।। लंकेश्वर ने ध्यान जो कीना, अंगद आदि उपद्रव कीना । जभी आपने रक्षा कीनी, उपद्रव टारि शांतिमय कीनी ।। करूं आरती क्षेत्रपाल की, जिन पद सेवक रक्षपाल की ।।   जिन भक्तन की रक्षा करते, दुःख दारिद्र सभी भय हरते । पुत्रादि वांछा पूरी करते, मनोकामना पूरी करते ।। करूं